Roman script

preet laga ke kya phal paya 

preet laga ke kya phal paya 

bhul gaye nindiyan ko chain gavaya

hay kya phal paya 

bhul gaye nindiyan ko chain gavaya

hay kya phal paya 

preet laga ke kya phal paya 

chun chun tasliyon mein hum din nikalate hai 

chun chun tasliyon mein hum din nikalate hai 

kya kya jiya se kah ke raato ko talate hai 

kya kya jiya se kah ke raato ko talate hai 

tang aake mere dil ne mujhe roke chighaya 

haye kya phal paya

tang aake mere dil ne mujhe roke chighaya 

haye kya phal paya

preet laga ke kya phal paya 

kanto ka hai hi ab dil hamako laga satane

kanto ka hai hi ab dil hamako laga satane

bejar ho gaye hai aaja kisi bahane 

bejar ho gaye hai aaja kisi bahane 

lakho jatan kiye hai magar bas mein na aaya

hay kya phal paya

lakho jatan kiye hai magar bas mein na aaya

hay kya phal paya

preet laga ke kya phal paya

Explore this song