Roman script

poojan karo mata lakshmi ka

nish din mayya ke dwar

sona barse re ho sona barse re

ho sona barse re

pal me bhar de mata lakshmi

an dhan se bhandar

koi na tarse re koi na tarse re

poojan karo mata lakshmi ka

kanchan kalash sajao utaro aarti

kanchan kalash sajao utaro aarti

ho  hamko tumko sabhi ko sada ye sawarti

ghar aangan ban jaye swarg

kabhi dukh nahi aaye dwar

mayya tere dar se re mayya tere dar se re

poojan karo mata lakshmi ka

nish din mayya ke dwar

sona barse re ho sona barse re ho sona barse re

poojan karo mata lakshmi ka

maya pati ki maya hai mata lakshmi

maya pati ki maya hai mata lakshmi

inme jag hai samaya bolo jai lakshmi

sharan jo aaye wo nar paye

man chaha uphar mayya tere dar se re

mayya tere dar se re

poojan karo mata lakshmi ka

nish din mayya ke dwar

Explore this song