Roman script

puchho na kaise haye ji kaise pehli rat guzari

kaise kahu kya haye kahu kya mere sath guzari

puchho na kaise haye ji kaise pehli rat guzari

kaise kahu kya haye kahu kya mere sath guzari

wo pas mere aa baitha mai pichhe hat gayi

wo aur aage khiska mai aur simat gayi

usne pakdi kalayi maine jhat se chhuda li

usne thama aanchal to mai bhagi machal kar

par darwaja band tha jati to kaha jati

thar thar lagi kapne jaise diye ki bati

diye ki bati ho diye ki bati

to pakad liya saiya ne lapak ke hath

phir puchho

puchho na kaise haye ji kaise pehli rat guzari

kaise kahu kya haye kahu kya mere sath guzari

le aaya hath pakad ke phir sej pe saiya

mai kuch na boli chali bas pad gayi paiya

usne baho me leke mujhko pas bithaya

phir dhire se usne ghungat mera uthya

mai to sharam se mar gayi mai dharti me gad gayi

meri sanse ruk gayi meri dhadkan bad gayi

o meri dhadkan bad gayi machhli ki tarha tadpi 

par chhuda na saki phir 

puchho na kaise haye ji kaise pehli rat guzari

kaise kahu kya haye kahu kya mere sath guzari

phir na jane kya sujhi saiya natkhat ko wo

laga chumne gal gal pe bikhari lat ko

mai lat ko suljhau wo uljhata jaye  

wo badta hi aaye jab kuch bhi na sujhi

to ghat pala gayi aur mai khud hi piya 

ke sine se lipat gayi haye sine se lipat gayi

par samjh gayi sab bat 

phir bol na arey kya huya bol na

phir puchho na

Explore this song