Roman script

milke judai kyu hai, kaun ye samjhe karan

o apne piya ki yaad me tadpe

koi prem pujaran haye

judai haye

piya tu kahan hai, ho piya, piya tu kahan hai 

rone laga dil aankh bhar aayi 

haye rone laga dil aankh bhar aayi 

tadpa rahi hai ab ye judai 

barse yu hi din raat 

haye asuwan ki ye barsat haye

piya tu kahan hai

piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai 

oh dil ki jo maanu jag ruth jaaye 

jag ki jo maanu dil tut jaaye 

ha ye pyaar kya hai pehle na jaana 

mehanga pada hai dil ka lagana 

barse yu hi din raat 

haye asuwan ki ye barsat haye

piya tu kahan hai

piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai 

ho khel hain kaise dil ki lagan ke 

tut ke bikhre sapne milan ke 

ha phir yaad teri aane lagi hai 

phir jaan meri jaane lagi hai 

barse yu hi din raat 

haye asuwan ki ye barsat haye

piya tu kahan hai

piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai 

piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai 

piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai 

piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai 

ho pyaar mein ye to hona tha hansna tha ya rone tha 

pyaar mein ye hona tha hansna tha ya rone tha 

judai aa aa

Explore this song