Roman script

piya piya piya tu bol re papiha

piya piya piya tu bol re papiha

mai to piya ke naam ki diwani 

mai to piya ke naam ki diwani 

piya piya 

mai to piya ke naam ki diwani 

mai to piya ke naam ki diwani 

?

unki hi dhun me tan man laga ke

unki hi dhun me tan man laga ke

prit ki rit maine jani ho

mai to piya ke naam ki diwani 

piya piya piya tu bol re papiha

mai to piya ke naam ki diwani 

ho mai to piya ke naam ki diwani 

mahalo ke badle kutiya ka angana

gahno ke badle me phulo ki mala

mahalo ke badle kutiya ka angana

gahno ke badle me phulo ki mala

phulo ke rang ho tum  

duniya hai meri suhani

ho mai to piya ke naam ki diwani 

piya piya piya tu bol re papiha

mai to piya ke naam ki diwani

Explore this song