Roman script
piya o piya o piya ye kya kar diya kar diya wah wah wah wah wah wah mithi mithi haye ek uljhan hai pighala pighala mera tan hai o piya o piya ye kya kar diya kar diya wah wah wah wah wah wah aarzoo aise ghere hai haye mere badan ko ha saap jaise aake lipte raat mein chandan ko aarzoo aise ghere hai haye mere badan ko saamp jaise aake lipte raat mein chandan ko halki halki haye behoshi hai haye gehri gehri haye khamoshi hai piya o piya ye kya kar diya wah wah wah wah wah wah
Song details
- Singer: Hema Sardesai
- Film / album: Dastak (1996)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Sharad Kapoor
- Actor: Sushmita Sen
- Actor: Mukul Dev
- Actor: Manoj Bajpai
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Sunil Dhawan