Roman script

noch lu balayi sari piya ji main tori

karna hai jo karle kismat nigodi

teri aali teri aali teri aali 

piya mora jaagta main kaise sou ri

malik mera jaagta main kaise sou ri

kaise sou sakki main kaise sou ri

kaise sou sakki main kaise sou ri

piya mora jaagta main kaise sou ri

malik mera jaagta main kaise sou ri

bin singar saj ban than chali main

piya sang chali yeri piya ki gali main

bin singar saj ban than chali main

ban than chali piya ki gali main

piya ki haasi se hi main sajti ri

piya mora jaagta main kaise sou ri

malik mera jaagta main kaise sou ri

teri aali teri aali teri aali

kanha ki naam se hi bis peegayi main

piya ji ko laane ko yaam se ladhi main

kanha ki naam se hi bis peegayi main

piya ji ko laane ko yaam se ladhi main

piya ji ko laane ko yaam se ladhi main

laiya hua main kabhi

laiya hua main kabhi hui siru

piya mora jaagta main kaise sou ri

malik mera jaagta main kaise sou ri

kaise sou sakki main kaise sou ri

kaise sou sakki main kaise sou ri

piya mora jaagta main kaise sou ri

malik mera jaagta main kaise sou ri

Explore this song