Roman script

piya in charanan bali jau

piya charanan bali jau

jiwan maran janam janam inko na bhulau

jiwan maran janam janam inko na bhulau

piya charanan bali jau in charanan bali jau

hamri lagan tumhare charan lagi prem kate

hamri lagan tumhare charan lagi prem kate

tan man inpe nishar aaj bane dasi

tan man inpe nishar aaj bane dasi

sakhi ri sun sun dhoban rami

sun sun dhoban rami kaise mai samjhau

kaise mai samjhau tere in shital charanan ki 

chaya me sukh pau tere in shital charanan ki 

chaya me sukh pau sharanan me aau

sharanan me aau

jiwan maran janam janam tumhari preet pau

jiwan maran janam janam tumhari preet pau

Explore this song