Roman script

piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho piya ho

piya ho piya ho piya piya piya piya

chali mai chali mai piya lekar preet ki reet

sang sang chale meri aas ki dagar

meri aas ka tu man meet

piya ho piya ho piya ho piya ho

piya piya ratat papiha piya piya ratat papiha

preet ki jyot jalaye chali mai chali mai

panghat se sajna ki jali mai gali mai

naino me umang ka kajra hatho me laj ki mehandi 

paavo me pyaar ki payal naino me umang ka kajra

hatho me laj ki mehandi paavo me pyaar ki payal

ho piya ho piya ho piya ho piya ho

piya piya piya piya chali mai chali mai piya

lekar preet ki reet sang sang chale meri aas ki dagar

meri aas ka tu man meet piya ho piya ho piya ho piya ho

naino se nain mila de mila de mila de

ankhiyo ki pyas bujha de bujha de bujha de

naino se nain mila de ankhiyo ki pyas bujha de

preet pukare piya ho piya ho piya ho piya ho

piya ho piya ho piya ho piya ho

Explore this song