Roman script

ra :	piyaa bin naahi aavat chain

mil ga_e milane vaale ho mil ga_e milane vaale

ab ghar me baithe kaaji

kah do ji kah do miyaan-bivi raaji

su :	ho ham tumhaare e e tum hamaare

ek jagah aa_e do sitaare

hamane kisi kaa kyaa liyaa hai bolo

dil deke jite hai ji dil ki ye baazi

mil ga_e milane vaale 

ra :	ho dil chaahe e e jise chaahe e e

jahaan pyaar to nibhaa_e

soch samajh ke baat badhaa_i hamane

phir is duniyaa ko kaahe ki hai naaraazi

do :	are mil ga_e milane vaale 

su :	ho na khazaanaa a a na ghabaraanaa a a

pyaare badal chukaa hai zamaanaa

dil se dil kaa saath hai ye to

ra :	tum jisame raaji ham bhi raaji-raaji

do :	mil ga_e milane vaale

Explore this song