Roman script

piya bin mai kya kuch bhi nahi 

piya bin mai kya kuch bhi nahi

jabse gaye mori sudh hi na leni

jabse gaye mori sudh hi na leni tumhi batao ore piya

tumhi batao oo piya piya bin mai kya kuch bhi nahi

piya bin mai kya kuch bhi nahi

har din bita ujla ujla  shamein biti suhani

raton me bhi halka ka nasha tha aisi thi prem kahani

mujhme tu phir yun jee paye saanson se saanse jud jaye

mujhme tu phir yun jee paye sanson se saanse jud jaye

tutte kabhi na door piya sath na chhote oo piya

piya bin mai kya kuch bhi nahi

piya bin mai kya kuch bhi nahi

yaad kiya jab un lamho ko sath me jo the bitaye

tumhi kaha karte the na mujhko zindagi tham jaye

sare wo pal ruk bhi gaye hai yadein purani lamhe wahin hai

sare wo pal ruk bhi gaye hai yadein purani lamhe wahin hai

bas tum nahin ho dhundun kahan  bas tum nahin ho oo piya

piya bin mai kya kuch bhi nahi 

piya bin mai kya kuch bhi nahi

jabse gaye mori sudh hi na leni

jabse gaye mori sudh hi na leni

tumhi batao ore piya tumhi batao oo piya

piya bin mai kya kuch bhi nahi piya bin mai kya kuch bhi nahi

Explore this song