Roman script

ha dekho na ha mai bhi to 

ha yahi kahti hu 

piya agar abhi na to phir kabhi na

piya agar abhi na to phir kabhi na

ye nashili ye rangili rat nahi phir aane wali

aa haye aa haye aa haye aa haye

agar abhi na to phir kabhi na

piya agar abhi na to phir kabhi na

ye nashili ye rangili rat nahi phir aane wali

aa haye aa haye aa haye aa haye

agar abhi na to phir kabhi na

piya agar abhi na to phir kabhi na

ek do pal ko mere siva ye 

duniya kya hai tu bhul ja

ek do pal ko mere siva ye 

duniya kya hai tu bhul ja

mahaki angdai bhi hai

aur tanhai bhi hai

hath me lekar hath humara

bat bhi hai samjhane wali

aa haye aa haye aa haye aa haye

agar abhi na to phir kabhi na

piya agar abhi na to phir kabhi na

hasrat jo tere dil me hai 

wo hi mere galo ke til me hai

hasrat jo tere dil me hai 

wo hi mere galo ke til me hai

nasha aisa kyu hai mujhe

aa samjhau tujhe

maan sake to maan bhi ja 

phir mai nahi samjhane wali 

aa haye aa haye aa haye aa haye

agar abhi na to phir kabhi na

piya agar abhi na to phir kabhi na

khul kheli hai meri ada

aise me tujhse parda bhi kya

khul kheli hai meri ada

aise me tujhse parda bhi kya

ruk ruk dhadkan kyu chale

chup chup dil kyu jale

aaj ke shola hath se tere 

mai to hu bhadkane wali

aa haye aa haye aa haye aa haye

agar abhi na to phir kabhi na

piya agar abhi na to phir kabhi na

ye nashili ye rangili rat nahi phir aane wali

aa haye aa haye aa haye aa haye

agar abhi na to phir kabhi na

piya agar abhi na to phir kabhi na

Explore this song