Roman script

ho aaja re aaja aaja 

mere pyar ki pyas pukare 

mere pyar ki pyas pukare 

janamo ki aas pukare 

aaja sawan ban ke aaja

aaja sawan ban ke aaja

piya aaja o piya aaja 

piya aaja o piya aaja 

mere pyar ki pyas pukare 

janamo ki aas pukare 

aaja sawan ban ke aaja

aaja sawan ban ke aaja

piya aaja o piya aaja 

piya aaja o piya aaja 

teri surat jab jab dekhu

ban main kali khil jau 

ban main kali khil jau 

aankh se ojhal ho jau 

to pal bhar mein murjhau 

pal bhar mein murjhau 

tan man teri khushbu mange 

tan man teri khushbu mange 

aaja chandan banke aaja 

aaja chandan banke aaja 

piya aaja o piya aaja 

piya aaja o piya aaja 

mere pyar ki pyas pukare 

janamo ki aas pukare 

aaja sawan ban ke aaja

aaja sawan ban ke aaja

piya aaja o piya aaja 

piya aaja o piya aaja 

ek adhura sapna hun main 

tan mein kahi chhupale 

tan mein kahi chhupale 

manjil meri teri bahen 

pyar se gale laga le 

pyar se gale laga le 

dil ki sargam tujh bin suni 

dil ki sargam tujh bin suni 

aaja dhadkan banke aaja 

aaja dhadkan banke aaja 

piya aaja o piya aaja 

piya aaja o piya aaja 

mere pyar ki pyas pukare 

janamo ki aas pukare 

aaja sawan ban ke aaja

aaja sawan ban ke aaja

piya aaja o piya aaja 

piya aaja o piya aaja

Explore this song