Roman script

dariya me tairti batken batken

are ha batken mujhko haathi najar aate

punchh utha ke dekha to aaya hai mahina saawan ka 

pinjara banawali chaandi ka taala lagawali sone ka 

pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka 

ha aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka 

aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka

jaldi se aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka

aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka

phudak meri maina main pipani bajaaun 

phudak meri maina main pipani bajaaun 

aye phudak meri maina main pipani bajaaun 

phudak meri maina main pipani bajaaun 

tu gaane pe naache main naachane pe gaaun

tu bulbul meri main tota tera 

tu medhki meri main medhak tera 

phudak meri maina main pipani bajaaun 

phudak meri maina main pipani bajaaun 

pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka

pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka

aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka

aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka

bich bajariya me sabke smanawa marela more ankhiyaa 

chhora beyimanawa maarela more ankhiyaa 

chhora beyimanawa maarela more ankhiyaa

siti bajaai ke aankhon se kare batiyaa

siti bajaai ke aankhon se kare batiyaa

kaise main jaaun dhadkela hai more chhatiyaan 

aisan me hay re sabke samanwa maarela more ankhiya

chhora beyibanawa maarela more ankhiya

hamka rahiya me baithai ke baiganawa beche jaaye 

baiganawa beche jaaye raam baiganawa beche jaaye 

tora bail hai adiya sariya mora bail hai tej 

re tora bail hai adiya sariya mora bail hai tej 

are more bail pe hoke sawar ho goriya chal baigan ke khet 

hamke rahiya me baithai ke baiganawa beche jaaye 

baiganawa beche jaaye raam baiganawa beche jaaye

raat punam ki bhyi suhagan chaand ka mukhda chum ke 

nind se chowk papiha bola kya mora piya se milana jhum ke 

mora piya  se milana jhum ke ji mora piya se milana jhum ke

ji mora piya se milana jhum ke 

pinjara banawali chaandi ka taala lagawali sone ka 

pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka 

pinjara banwaya chaandi ka taala mangwaya sone ka 

aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka 

aaja andar o maina pinjara banwaya chaandi ka

Explore this song