Roman script

pichhle baras ye darr tha

pichhle baras ye darr tha, kahin tu juda na ho

pichhle baras ye darr tha, kahin tu juda na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

gujre jidhar se tu

ho gujre jidhar se tu, wo mera raasta na ho

gujre jidhar se tu, wo mera raasta na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

achha meri wafao ka tune sila diya

ye kya kiya, ke khak me mujhko mila diya

ho achha meri wafao ka tune sila diya

ye kya kiya, ke khak me mujhko mila diya

surma samajh ke gair ko, aankho me di jagah

aansu samajh ke mujhko, najar se gira diya

mehbub yu kisi ka

o mehbub yu kisi ka, koyi bewafa na ho

mehbub yu kisi ka, koyi bewafa na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

tere sitam ki dastan kisko sunau mai

tune diye jo zakhm, wo kisko dikhau mai

tere sitam ki dastan kisko sunau mai

tune diye jo zakhm, wo kisko dikhau mai

ab aise mod par hai, meri zindagi jaha

ye bhi bahut hai agar tujhko bhul jaau mai

jo mujhse huyi aisi

ha jo mujhse huyi aisi, kisi se khata na ho

jo mujhse huyi aisi, kisi se khata na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

sirat nahi hai jisme, wo surat fijul hai

khushbu agar na ho to, wo kagaj ka phul hai

sirat nahi hai jisme, wo surat fijul hai

khushbu agar na ho to, wo kagaj ka phul hai

ye dil kabhi na dhadkega, ab tere naam se

tera vusul hai to, mera bhi vusul hai

is zindagi me tujhse

ha is zindagi me tujhse, kabhi vaasta na ho

is zindagi me tujhse, kabhi vaasta na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

pichhle baras ye darr tha

pichhle baras ye darr tha, kahin tu juda na ho

pichhle baras ye darr tha, kahin tu juda na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

gujre jidhar se tu

ho gujre jidhar se tu, wo mera raasta na ho

gujre jidhar se tu, wo mera raasta na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

abke baras duaa hai, tera saamna na ho 

saamna na ho

Explore this song