Roman script

pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti 

naya sa laage sab sansaar, jara si hoye jara si 

haaye jara si aur pi la de yaar, jara si aur pi la de yaar 

pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti 

naya sa laage sab sansaar

haaye jara si aur pi la de yaar, jara si aur pi la de yaar 

pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti 

pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti 

maine kam pee tune jyada kar le pyala aadha aadha 

pi le lekin tu bahki to laaj rahegi na maryada

badha na baat naa kar takrar 

jara si aur pi la de yaar, jara si aur pi la de yaar 

ho pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti 

utari surat aur bikhre baal, haaye ye bahki are bahki chaal 

utari surat aur bikhre baal, haaye ye bahki bahki chaal 

darpan laau tujhe dikhaau mujhse bura hai tera haal 

ye baate ho gayi dil ke paar 

jara si aur pi la de yaar, jara si aur pi la de yaar 

ho pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti 

pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti

der na kar baaho me chhupa le 

der na kar baaho me chhupa le, sab kuch hai ab tere hawaale 

haaye mai tere sadke jaau bhaad me jaaye duniya waale 

samajh le hoga beda paar  

jara si aur pi la de yaar, jara si aur pi la de yaar 

pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti 

pi ke shankar ji ki buti, ankhiya khul gayi nindiya tuti 

naya sa laage sab sansaar, jara si jara si hey jara si

jara si aur pi la de yaar, jara si aur pi la de yaar 

jara si aur pi la de yaar, jara si aur pi la de yaar

Explore this song