Roman script

phulo tumhe pata hai man kyu khila khila hai 

mera bhed ye kisi se na kahna

kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe 

pata hai man kyu khila khila hai

mera bhed ye kisi se na kahna kisi se na kahna kisi se na kahna

phulo tumhe pata hai 

har sham hai sinduri har dil lage suhana 

jab se dil ne mana unko to apna rang 

tumhe pata hai man kyu kyu ranga ranga hai 

mera bhed ye kisi se na kahna

kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe pata hai 

kayi bar ye hua hai jab samne wo aaye 

kuch bhi kah na paye jhuk gaye naina

maine tumhe pata manmeet wo mera hai 

mera bhed ye kisi se na kahna

kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe pata hai

Explore this song