Roman script

phulo se kar lu naina char 
ho o phulo se kar lu naina char
unke pyar ke liye unke pyar ke liye
kanto se khelu bar bar o ho kanto se khelu bar bar 
unke pyar ke liye unke pyar ke liye
jabse wo man me aaye bani hu 
jogniya mai bani hu jogniya
jabse wo man me aaye bani hu 
jogniya mai bani hu jogniya
sapne kahte hai ek din banugi 
dulhaniya mai banugi dulhaniya
chhod  dungi sab sansar o ho chhod  dungi sab sansar 
unke pyar ke liye unke pyar ke liye
phulo se kar lu naina char
unke pyar ke liye unke pyar ke liye
chun chun kaliyan sez bichhaungi mai sez bichhaungi 
chun chun kaliyan sez bichhaungi
mai sez bichhaungi  phulo ke sang sang gunth 
jaungi mai gunth jaungi banugi gavake har
o ho banugi gavake har
unke pyar ke liye unke pyar ke liye
phulo se kar lu naina char 
ho o phulo se kar lu naina char
unke pyar ke liye unke pyar ke liye
kanto se khelu bar bar o ho 
kanto se khelu bar bar 
unke pyar ke liye unke pyar ke liye

Song details

Song video

Watch on YouTube