Roman script

kadde dil hansda kadde dil ronda

koyi dasse menu pyaar wich ki hunda

kadde dil hansda kadde dil ronda

kadde dil hansda kadde dil ronda

koyi dasse menu pyaar wich ki hunda

phulo ne kaha baharo ne kaha

phulo ne kaha in baharo ne kaha 

phulo ne kaha in baharo ne kaha

chaand ne kaha in sitaaro ne 

kaha na juda honge milke

in nazaro ne kaha in nazaro ne kaha

phulo ne kaha bahaaro ne kaha 

chaand ne kaha sitaaro ne 

kaha na juda honge milke

in nazaro ne kaha in nazaro ne kaha

phulo ne kaha

is zamin pe nahi hai koyi tere jaisa

na milega mujhe chaahane waala aisa

is zamin pe nahi hai koyi tere jaisa

na milega mujhe chaahne wala aisa

na koyi tere jaisa chahne wala aisa 

na koyi tere jaisa chahne wala aisa

dil ne kaha dhadkan ne kaha

saanso ne kaha yaado ne 

kaha na juda honge milke

in nazaro ne kaha in nazaro ne kaha

phulo ne kaha

ye rishta sadiyo janmo ka 

pal do pal ka saath nahi

jaane kyo mujhe darr lagta hai

tu chhod  na de mera haath kahin

main tujhe apne khwabo ka dulha bana lu

aa teri mang main chandni se saza du

mai tujhe apne khwabo ka dulha bana lu

aa teri mang main chandni se saza du

dulha bana lu teri maang saza du

dulha bana lu maang saza du

chudi ne kaha kajre ne kaha 

julfo ne kaha mere gajre ne 

kaha na juda honge milke

in nazaro ne kaha in nazaro ne kaha

phulo ne kaha bahaaro ne kaha

ha chaand ne kaha sitaaro ne 

kaha na juda honge milke

in najaaro ne kaha in bahaaro ne kaha

in sitaaro ne kaha in najaaro ne kaha

Explore this song