Roman script

phulo ki tajagi ho tum shabnam ki nazaki ho tum

maine khwab jiska dekha tha wohi meri bandagi ho tum

ye phulo ki tajagi ho tum

mujhe kaunsi ada pe diwana kar diya hai

duniya ki mahfilo se begana kar diya hai

meri jindagi ki rahe aasan ho gayi hai

ye jhuki jhuki si palke meri jaan ho gayi hai

Explore this song