Roman script

o phulo ki duniya se taro ki duniya me 
hum kaha aa gaye aa gaye 
ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai 
hum yaha aa gaye aa gaye
sapna suhana aisa nahi dekha 
humne zamana aisa nahi dekha 
sapna suhana aisa nahi dekha 
humne zamana aisa nahi dekha 
ji chahe bas is jagha pe 
kat jaye ye zindagani
phulo ki duniya se taro ki duniya me 
hum kaha aa gaye aa gaye 
ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai 
hum yaha aa gaye aa gaye
hum hai akele dar nahi koi 
jagi mohabbat rut soyi soyi
hum hai akele dar nahi koi 
jagi mohabbat rut soyi soyi
aise me ho jaye hum par
bas thodi si maharbani
o phulo ki duniya se taro ki duniya me 
hum kaha aa gaye aa gaye 
ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai 
hum yaha aa gaye aa gaye
ha ye nazara kitna hansi hai 
lekin ye tumsa dilkash nahi hai 
ha ye nazara kitna hansi hai 
lekin ye tumsa dilkash nahi hai 
bas bas ab rahne bhi do tum 
ho jaungi mai diwani
hey phulo ki duniya se taro ki duniya me 
hum kaha aa gaye aa gaye 
ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai 
hum yaha aa gaye aa gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar