Roman script

phul kali chand sitare

phul kali chand sitare

ye sab kya hai naam tumhare naam tumhare

nam tumhare naam tumhare

khusbu pawan rang najare

khusbu pawan rang najare

ye sab kya hai nam tumhare nam tumhare

nam tumhare nam tumhare

dil ke safar me bach bach ke chalna

ata hai yara mujhko sambhalna

mai jo giru mujhko tham lena

diwanepan se mat kam lena

sacha lage hai sapna suhana

acha lage hai baho me ana

dhup ghata chaw sarare

dhup ghata chaw sarare

ye sab kya hai nam tumhare nam tumhare

nam tumhare nam tumhare

mari gayi mai is bholepan me

tasvir teri mere nayan me

chahoge aise tum mujhko kab tak

suraj rahega ambar me jab tak

jutha koi bhi wada na karna

mere liye hi sajana sawarna

jheel kamal moj kinare

jhile kamal moj kinare

ye sab kya hai nam tumhare nam tumhare

nam tumhare nam tumhare

phul kali chand sitare

khusbu pawan rang najare

ye sab kya hai nam tumhare nam tumhare

nam tumhare nam tumhare

Explore this song