Roman script

ruk jana meri jana

ruk jana meri jana

mera mahbub chala koi jara roko na

phul hai gulaab ka nahi nahi

jaam hai sharab ka haay vo bhi nahi

tu to hai kalaam kisi shayar-ae-shabab ka

are tauba tauba tauba

tauba tauba, tauba tauba, tauba tauba

phul hai gulaab ka nahi nahi

jaam hai sharab ka haay vo bhi nahi

aaya dil hasin pe ek naajnin pe

chhuke jara dekh le chand hai jamin pe

aaya dil hasin pe ek naajnin pe

chhuke jara dekh le chand hai jamin pe

mujhko yakin aaj hua

mujhko yakin aaj hua

jannay ke khwab ka

are tauba tauba tauba

tauba tauba, haay tauba, meri tauba

phul hai gulaab ka nahi nahi

jaam hai sharab ka haay vo bhi nahi

jab mili jawaniya, ban gayi kahaniya

aaj kare hum pe bhi aisi meharbaniyan

jab mili jawaniya, ban gayi kahaniya

aaj kare hum pe bhi aisi meharbaniyan

humne suna pyar bhara

humne suna pyar bhara dil hai janaab ka

are tauba tauba tauba

tauba tauba, tauba tauba, tauba tauba

phul hai gulaab ka nahi nahi

jaam hai sharab ka haay vo bhi nahi

solva hai saal bhi gaal laal laal bhi

bhigne se ho gayi mast aur chaal bhi

solva hai saal bhi gaal laal laal bhi

bhigne se ho gayi mast aur chaal bhi

julfo se ab kaam na le

julfo se ab kaam na le dilbar na aag ka

are tauba tauba tauba

tauba tauba, meri tauba, tauba

phul hai gulaab ka nahi nahi

jaam hai sharab ka haay vo bhi nahi

tu to hai kalaam kisi shayar-ae-shabab ka

are tauba tauba tauba

tauba tauba, meri tauba, allah tauba

haay tauba, meri tauba, tauba

tauba, tauba, tauba

Explore this song