Roman script

phir wahi raat hai

phir wahi raat hai khwab ki

phir wahi raat hai

phir wahi raat hai khwab ki

ho raat bhar khwab mein

dekha karenge tumhe

phir wahi raat hai

masoom si neend mein

jab koi sapna chale

ho humko bula lena tum

palkon ke parde tale

ye raat hai khwab ki

khwab ki raat hai

phir wahi raat hai

phir wahi raat hai

phir wahi raat hai khwab ki

phir wahi raat hai

phir wahi raat hai khwab ki

kaanch ke khwab hai

aankho mein chubh jayenge

ho palko mein lena inhe

aankho mein ruk jayenge

ho raat hai khwab ki

khwab ki raat hai

phir wahi raat hai

phir wahi raat hai

phir wahi raat hai khwab ki

phir wahi raat hai

phir wahi raat hai khwab ki

raat hai khwab ki

raat hai khwab ki

Explore this song