Roman script

phir teri yaad aa gayi gum ki ghata chaa gayi 

raato ki viraani humko rula gayi 

phir teri yaad aa gayi gum ki ghata chaa gayi 

raato ki viraani humko rula gayi 

phir teri yaad aa gayi 

kabhi gujar ho bahaar ka ab 

to dil ke jakhmo ko chhu ke gujregi 

koi jo aaye fuhaar ki rut 

to baadalo se bhi aag barsegi 

tere bina ab mere humdam hai maut jindagi 

phiy teri yaad aa gayi gum ki ghata chha gayi 

raato ki viraani humko rula gayi 

phir teri yaad aa gayi 

hai jinda laash ye dil ke armaa 

tere hi gum ke kafan me hai lipte 

janaaja uthane ko hai tu aaja 

safar aakhiri to kar le tay milke 

warna ye ruh pyaasi pyaasi hi rah gayi 

phiy teri yaad aa gayi gum ki ghata chha gayi 

raato ki viraani humko rula gayi 

phir teri yaad aa gayi 

chiraag dil bhi hai bujhne ko ab 

panap rahe hai andhero ke saaye 

sulag rahi hai tadapti saanse 

maseeha banke koi to yaad aaye 

shola hai har dhadakan gum ki chitaao ki 

phir teri yaad aa gayi gum ki ghata chaa gayi 

raato ki viraani humko rula gayi 

phir teri yaad aa gayi gum ki ghata chaa gayi 

raato ki viraani humko rula gayi 

phir teri yaad aa gayi

Explore this song