Roman script

phir sawan rut ki pawan chali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir sawan rut ki pawan chali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir patto ki pajeb baji 

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir sawan rut ki pawan chali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir gunji boli ghaas ke hare samunder me

phir gunji boli ghaas ke hare samunder me

rut aayi peele phulo ki 

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir sawan rut ki pawan chali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

pahle to main chikh ke roya aur phir hansne laga

pahle to main chikh ke roya aur phir hansne laga

baadal garja bijli chamki

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir sawan rut ki pawan chali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir kaaga bola ghar ke sune aangan me 

phir kaaga bola ghar ke sune aangan me 

phir amrit ras ki bund padi

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir sawan rut ki pawan chali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

dinbhar to main ke dhandho me khoya raha

dinbhar to main ke dhandho me khoya raha

jab diwaro se dhup dhali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir sawan rut ki pawan chali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir patto ki pajeb baji 

tum yaad aaye, tum yaad aaye

phir sawan rut ki pawan chali

tum yaad aaye, tum yaad aaye

tum yaad aaye, tum yaad aaye

Explore this song