Roman script

phir raat kati aur din nikla
jab din nikla to raat chadhi
phir prit ki aisi ding padi, rab rakha beliya
ae hey ho ae hey ho 
untni par jab chaand chale 
aur chaand ke pichhe raat chale
aur taaro ki baraat chale, rab rakha beliya
ae hey ho ae hey ho 
har raat kahani chalti hai 
kabhi hawa sunati hai baate
kabhi baat jubani chalti hai, rab rakha beliya
ae hey ho ae hey ho 
phir raat kati aur din nikla
jab din nikla to raat chadhi
phir prit ki aisi ding padi, rab rakha beliya
ae hey ho ae hey ho 
deh ki reti udd javegi, prit sada reh javegi
are samay gujar javega babu, lok katha reh javegi
deh ki reti udd javegi prit sada reh javegi
are samay gujar javega babu, lok katha reh javegi
baat purani ho javegi naam sada reh javega
arey maaruthal me balu jab tak, unka nam rahega
phir raat kati aur din nikla
jab din nikla to raat chadhi
phir prit ki aisi ding padi, rab rakha beliya
ae hey ho ae hey ho 
are bahut baras jab gujar gaye 
aur lakh chand jab utar gaye
pipal par ek padav hua 
aur phir janme kaa chaav hua
bahut baras jab gujar gaye 
aur lakh chand jab utar gaye
pipal par ek padav hua 
aur phir janme kaa chaav hua
tabse har ek kahani me wo aate hai aur jate hai
maaruthal me balu jab tak, unka nam rahega
phir raat kati aur din nikla
jab din nikla to raat chadhi
phir prit ki aisi ding padi, rab rakha beliya
ae hey ho ae hey ho 
untni par jab chaand chale 
aur chaand ke pichhe raat chale
aur taaro ki baraat chale, rab rakha beliya
ae hey ho ae hey ho 
har raat kahani chalti hai 
kabhi hawa sunati hai baate
kabhi baat jubani chalti hai, rab rakha beliya
ae hey ho ae hey ho ae hey ho ae hey ho 
ae hey ho ae hey ho ae hey ho ae hey ho 
ae hey ho ae hey ho ae hey ho ae hey ho

Song details

singer: Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh

actor: Shahrukh Khan, Rani Mukherjee