Roman script

o o

phir nahi aane wali pyare aisi milan ki raat

phir nahi aane wali pyare aisi milan ki raat

ho pyar bhari dharti pe do dil

dhadak rahe ek sath

o pyar bhari dharti pe do dil

dhadak rahe ek sath

are paap na jane punay na jane haye

o paap na jane punay na jane

jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho

phir chhodo na uska hath

jise kabhi yaar kaho

phir chhodo na uska hath

jise kabhi yaar kaho

phir chhodo na uska hath

jise kabhi yaar kaho

pyar ki ganga aisi ganga ulti jiski dhar

pyar ki ganga aisi ganga ulti jiski dhar

ho jo nikla so dub gaya

aur jo duba so paar

jo nikla so dub gaya

aur jo duba so paar

are saccha hai ak naam preet ka haye

o saccha hai ak naam preet ka

baki jhutha sansaar

ke uska kya jeena

kiya jisne kabhi na pyar

uska kya jeena

kiya jisne kabhi na pyar

uska kya jeena

kiya jisne kabhi na pyar

uska kya jeena

jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho

phir chhodo na uska hath

ke jise kabhi yaar kaho

o phir na tere ye hath aayega

samay gaya jo beet

pal do pal me ho jayegi haar teri ya jeet

o idhar khadi hai reet jagat ki

udhar khadi hai preet re soch le dilwale

ke tu hai kiska meet soch le dilwale

tu hai kiska meet soch le dilwale

ke tu hai kiska meet soch le dilwale

jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho

phir chhodo na uska hath

ke jise kabhi yaar kaho

Explore this song