Roman script

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

o puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

mujhko mili ek jaane ada

jhulfein thi jaise kaali ghata

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

phir kiya hua, phir kiya hua

phir kiya hua

usne kaha teri gali me mera ghar hai 

kab se tujh pe meri nazar hain

milte nahi kyun darte ho kya

aur kisi pe marte ho kya

pehale zara sa main dar gaya

majboot dil ko phir kar liya kar liya

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

mujhko mili ek jaane ada

jhulfein thi jaise kaali ghata

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

phir kiya hua, phir kiya hua

phir kiya hua, phir kiya hua

maine kahan

maine kahan sun o dilruba

dekha jo maine mukhada tera

mujhko meri jaan aisa laga

seene se mere dil to gaya

baahe khuli hain baahon mein aa

jeevan ki mehaki raaho mein aa

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

mujhko mili ek jaane ada

jhulfein thi jaise kaali ghata

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

phir kiya hua, phir kiya hua

phir kiya hua, phir ye hua  

bas gayi dil ki dhadkan mein woh

bas gayi dil ke aangan mein woh

ghul gayi woh saanson mein aise

band kali me khushbu ho jaise 

dono me phir ek wada hua 

mite rahenge yu hi sadaa 

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

mujhko mili ek jaane ada

jhulfein thi jaise kaali ghata

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

puchho na mujhse kal kya hua

dariya kinaare main tha khada

phir kiya hua, phir kiya hua

phir kiya hua, pyar hua 

phir kiya hua, phir kiya hua

phir kiya hua, oe pyar hua

Explore this song