Roman script

fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba

kuch hone wala hai aaj lagta hai yu jane ja

fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba

kuch hone wala hai aaj lagta hai yu jane ja

yu to hai bas yaha ek tum ek hum

lagta hai fir bhi dar haye tumhari kasam

yu to hai bas yaha ek tum ek hum

lagta hai fir bhi dar haye tumhari kasam

kaun jane kaha se uthega dhua

ho fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba

kuch hone wala hai aaj lagta hai jane ja

jo lage bhi na yu aag jane jigar

dekhti hai abhi ke hamari najar

jo lage bhi na yu aag jane jigar

dekhti hai abhi ke hamari najar

haye shole bina ye hai kaisa dhua

ho fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba

kuch hone wala hai aaj lagta hai jane ja

dekho na janeman dekho na

ye sama bhagti daudti jaise parchaiya

dekho na janeman dekho na

ye sama bhagti daudti jaise parchaiya

haye charo taraf chaya kaisa dhua

ho fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba

kuch hone wala hai aaj lagta hai jane ja

Explore this song