Roman script

apun ka to dera tha rangin basti mein

din apun ke katate the badi mauj masti mein

thi main to aajaad udti chirraiya

ek din mila re tera chidi maar bhaiya

phir kya huwa bhaabhi hun kya hoga wahi huwa jo hona tha

hmm phasaai liyo re 

hmm phasaai liyo re hamein maska lagai ke

phasaai liyo re hamein maska lagaai ke

udaai liyo re jiya chakkar chalaai ke

phasaai liyo re hamein masaka lagaai ke

phasaai liyo re hamein masaka lagaai ke  

bholi surtiya pe main huyi lattu kitna bhola hai dekho na

bholi surtiya pe main huyi lattu

tab kya pata tha hai bada nikattu

laaya yahaan nakali dulhaniya banaai ke 

laaya yahaan nakali dulhaniya banaai ke

na na na na na asali dulhaniya banaai ke

phasaai liyo re phasaai liyo re hamein maska lagaai ke

phasaai liyo re hamein masaka lagaai ke 

kaahe ko aaye re tujhko pasina are are are bol na kya huwa

hey kaahe ko aaye re tujhko pasina jhuti koi baat hamne kahi na

tu bhi phasega hamein yun phasaai ke

are re tu bhi phasega hamein yun phasaai ke

ho tu bhi phasega hamein yun phasaai ke

phasaai liyo re phasaai liyo re hamein maska lagaai ke 

phasaai liyo re hamein masaka lagaai ke

daike rupaiya diya hamko jhaansa bol sach hai ki nahi kya

daike rupaiya diya hamko jhaansa

ek din banega hey tu bhi tamaasa

bindiya machaayegi bindiya chamkaayke 

bindiya machaayegi bindiya chamkaayke 

bindiya machaayegi bindiya chamkaayke 

phasaai liyo re phasaai liyo re hamein maska lagaai ke 

phasaai liyo re hamein maska lagaai ke

udaai liyo re jiya chakkar chalaai ke

phasaai liyo re hamein maska lagaai ke 

phasaai liyo re hamein maska lagaai ke

Explore this song