Roman script

na na na never mind never mind

takdire daudati raftaar mein 

patari pe waqt ki kataar mein

hairat ki manjar yeh dikhalaati hai

aapas mein jab bhi ye takaraati hai

kya tune socha tha yun hoga ho gaya

pinjare mein yun daakhil tu hoga ho gaya

phas gaya phas gaya o o o never mind 

phas gaya phas gaya o o o never mind

kuch haadaso ki ye janjeer hai

tukado mein unki tasvir hai

kabje mein jo aaye wohi sahi

yeh teri baari thi tu hi sahi

kya tune socha tha yun hoga ho gaya

pinjare mein yun daakhil tu hoga ho gaya

phas gaya phas gaya o o o never mind 

phas gaya phas gaya o o o never mind

ji ja jaise thaame koi dor anjaam khinche apni or

chhatpatake tu reh reh jaayega is raat ka na koi bhor

lamhe ye dodhaari talwaar hai

tujhe chirane ko jo taiyaar hai

kya tune socha tha yun hoga ho gaya

pinjare mein yun daakhil tu hoga ho gaya

phas gaya phas gaya o o o never mind 

phas gaya phas gaya o o o never mind 

o o o never mind

na na na never mind never mind

Explore this song