Roman script

pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na 
aate jate log dekhemujhe kyu badali huyi najaron se 
pyar tera naam likha hain meri sharmayi najaron mein 
sare bhed khud khulne lage hai khulne lage hai 
chori nahi ki hai to kyu main daru 
kyonki pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na 
kyonki pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na 
teri hi aawaz ab to din bhar sunti rahti hain 
sote jagte huye ik khwaab bunti rahti hain
aaine se puchhu main kahan hun haan main kahan hun 
bina matlab ab main saju sanwaru
kyonki pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na 
kyonki pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na 
pyar ki aag se dekhta mera mom sa badab 
mitana ye jalan ye chubhan mujhse door rahe mera man 
kyonki pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na 
kyonki pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na 
kyonki pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na 
kyonki pahli pahli preet hai ye meri jane kya hoga 
mujhko nahi pata aake tu bata ja na

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sabina Agha, Salma Agha