Roman script

humkadam tum sa mila to

maut ka dar kho gaya

is hasi shabd jindgi se

pyaar humko ho gaya

pehli pehli baar jab pyaar hota hai

pehli pehli baar jab pyaar hota hai

nazron se koi ikraar hota hai

pal pal dil bekraar hota hai

pal pal dil bekraar hota hai

pehli pehli baar jab pyaar hota hai

pyaar hota hai

ajanbi the kabhi, aaj saath hai

ajanbi the kabhi, aaj hai saath me

jab koi le kisi haath ko haath me

ajanbi the kabhi, aaj hai saath me

jab koi le kisi haath ko haath me

sang jeene ka vo ikraar hota hai

pal pal dil bekraar hota hai

are pal pal dil bekraar hota hai

pehli pehli baar jab pyaar hota hai

pyaar hota hai

sun sako to suno dhadkano ki sada

sun sako to suno dhadkano ki sada

fir kabhi ho na ho husn ki ye ada

sun sako to suno dhadkano ki sada

fir kabhi ho na ho husn ki ye ada

peeye bina hume to khumaar hota hai

pal pal dil bekraar hota hai

ha pal pal dil bekraar hota hai

pehli pehli baar jab pyaar hota hai

pyaar hota hai

Explore this song