Roman script

pahli nazar me dil ko churaya

tune ye kaisa dard jagaya

tujhko dhundha karun subah shaam

mere hontho pe hai tera naam

pahli nazar me dil ko churaya

tune ye kaisa dard jagaya

jab jab main socha karun khud se hi puchha karun

ye bekhudi si kyu hai mujhko mere dil bata

jab jab main socha karun khud se hi puchha karun

ye bekhudi si kyu hai mujhko mere dil bata

ho hosh me kaise aayenge hum peeke mohabbat  ka jaam

mere hontho pe hai tera naam pahli nazar me dil ko churaya

tune ye kaisa dard jagaya

har pal main khoya rahu khwaabo me dekha karu

shamma mohabbat ki dil me jalata rahu

har pal main khoya rahu khwaabo me dekha karu

shamma mohabbat ki dil me jalata rahu

ho naino ko aas teri saanso ko pyaas teri

pyaar ka de de anjaam mere hontho pe hai tera naam

pahli nazar me dil ko churaya tune ye kaisa dard jagaya

tujhko dhundha karun subah shaam

mere hontho pe hai tera naam

pahli nazar me dil ko churaya

tune ye kaisa dard jagaya

Explore this song