Roman script

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

teri chahat ko apne man me, basaye baithi hu main 

tere dard ko apni dhadkan, banaaye baithi hu main 

tu mera main teri, main teri saajnaa 

saajnaa saajnaa 

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

man mandir me tujhe bitha ke, puja kiye ham 

ekm din aah asar layegi, socha kiye ham 

har dhadakan har saans hain teri, chaabhi hain teri 

tere liye ban gayi re jogan, teri baavri 

toh sang neh laga ke haare 

chhalkat barsat nain hamaare 

tan man pyasa pyasa saajna 

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

prem kahaani ka tu raja aur main rani hu 

sare shaam se deeya jalaau, diwaani hu 

ham rahte hain kis uljhan me, tujhko kya pata 

pyar ki aisi saja milegi, kya tha ye pata 

teri baate teri yaade, tanhaai ki ye barsaate 

uspe hay ye kaali raat ma

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

teri chahat ko apne man me, basaye baithi hu main 

tere dard ko apni dhadkan, banaaye baithi hu main 

tu mera main teri main teri saajnaa 

saajnaa saajnaa 

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya 

pahli nazar ke pahle pyar ne 

kya se kya kar diya

Explore this song