Roman script

pehli baar dekha to dil mera dhadka, duji baar dil ne kaha

wo pari hai wo ya hai wo apsara, dekhu mai jidhar 

har taraf mujhe dikhe yaha waha jaha taha

najro ke teer mere dil me garh gaya

paw mera jameen se ukharh gaya

ek jhalak dikha ke wo mod aisa mud gaye

ki chain mera kho gaya hosh mere udd gaye

wo pari hai wo ya hai wo apsara, dekhu mai jidhar 

har taraf mujhe dikhe yaha waha jaha taha

pehli baar dekha to dil mera dhadka, duji baar dil ne kaha

unki muskurahato ka jadu aisa chal gaya

asman chhod chand khidki se nikal gaya

acha khasa yaar apna hath se fisal gaya

isko sambhalo yaaro iska pench hil gaya

wo pari hai wo ya hai wo apsara, dekhu mai jidhar 

har taraf mujhe dikhe yaha waha jaha taha

har taraf mujhe dikhe yaha waha jaha taha

har taraf mujhe dikhe yaha waha jaha taha

har taraf mujhe dikhe yaha waha jaha taha

Explore this song