Roman script

pehle se ab wo din hai, naa pehli si raat hai 
shayad bana deti kahi koi baat hai 
pehle se ab wo din hai, naa pehli si raat hai 
shayad hamare bich kahi koi baat hai 
dil chaahata bahot hai tujhe pyar se dekhe 
lekin najar uthake milaye bhi to kaise 
jo humne tere saath kiya wo to pyar hai 
shayad hamare bich kahi koi baat hai 
jaane kaha se raah mei ye mod aa gaya 
sine mein dabe paav koi aur aa gaya 
jabke ek kadam pe tu hi mere saath hai 
shayad hamare bich kahi koi baat hai 
pehle se ab wo din hai, naa pehli si raat hai 
shayad hamare bich kahi koi baat hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal