Roman script
pahle pahle pyar ki kya hai ye diwangi tujhse milkar ho gayi kya se kya ye zindagi pahle pahle pyar ki kya hai ye diwangi tujhse milkar ho gayi kya se kya ye zindagi ye tujhe kya huaa, ye tujhe kya huaa pahle pahle pyar ki kya hai ye diwangi tujhse milkar ho gayi kya se kya ye zindagi sabke dil mein jo rahe ban ke shama har pal jale sabko bas mein jo kare jis pe bas koi na chale sabke dil mein jo rahe ban ke shama har pal jale sabko bas mein jo kare jis pe bas koi na chale wo hai kya tu bata, pyar hai ya khuda pyar pyar pyar pyar pyar pahle pahle pyar ki kya hai ye diwangi tujhse milkar ho gayi kya se kya ye zindagi jane kab kis mod pe sari duniya chhod ke mil jaye dil ajnabi sare bandhan tod ke jane kab kis mod pe sari duniya chhod ke mil jaye dil ajnabi sare bandhan tod ke tu mera ho gaya ho chahiye aur kya pyar pyar pyar pya, pyar pahle pahle pyar ki kya hai ye diwangi tujhse milkar ho gayi kya se kya ye zindagi ye tujhe kya huaa, ho ye tujhe kya huaa are, pahle pahle pyar ki kya hai ye diwangi tujhse milkar ho gayi kya se kya ye zindagi
Song details
- Singer: Amit Kumar
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Ilzaam (1986)
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Anjaan
- Actor: Govinda
- Actor: Neelam Kothari
- Actor: Shashi Kapoor
- Actor: Anita Raaj
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Raj Kiran
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Tej Sapru
- Actor: Ramesh Deo
- Actor: Manek Irani
- Actor: Pinchoo Kapoor
- Actor: Satish Kaul
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Mac Mohan
- Actor: Indu Shivraj
- Actor: Gita Siddharth
- Actor: Gurbachan
- Actor: Sudhir
- Actor: Darshan
singer: Amit Kumar, Asha Bhosle
actor: Govinda, Neelam Kothari