Roman script

pehle kabhi, ha ha pehle kabhi naa mera hal aisa hua

meri nind gayi chain khone laga

kuchh toh hone laga, ha kuchh toh hone laga

pehle kabhi, ha ha pehle kabhi naa mera hal aisa hua

meri nind gayi chain khone laga

kuchh toh hone laga, ha kuchh toh hone laga

pehli mohabbat kaa ehsas hai yeh

pehli mohabbat kaa ehsas hai yeh

kaise bataoo ke kya pyas hai yeh

kyu tadpane laga, kyu dhadakne laga

koyi sapna mera dil sanjone laga

kuchh toh hone laga, ha ha kuchh toh hone laga

mehbub chahat ki raho me milke 

mehbub chahat ki raho me milke 

pure huye sare arman dil ke

ab sanam darmiya naa rahi duriya

teri julfo tale mai toh sone laga

kuchh toh hone laga, ha kuchh toh hone laga

pehle kabhi, ha ha pehle kabhi naa mera hal aisa hua

meri nind gayi, chain khone laga, kuchh toh hone laga

ha kuchh toh hone laga, ha ha kuchh toh hone laga

ha kuchh toh hone laga, ha kuchh toh hone laga

ha kuchh toh hone laga

lyrics typed by: pournima gujar

Explore this song