Roman script

pahle hi qayamat kya kam thi 

pahle hi qayamat kya kam thi 

ek aur qayamat kar baithe

ye pyar to aag ka dariya hai

kyo tumse mohabbat kar baithe

pahle hi qayamat kya kam thi 

pahle hi qayamat kya kam thi 

ek aur qayamat kar baithe

ye pyar to aag ka dariya hai

kyo tumse mohabbat kar baithe

pahle hi qayamat kya kam thi 

hai kaisi tadap hai kaisi agan

pahle naa kabhi thi o mere sajan 

kyo hoti hai mere sine mein 

halki halki mithi si jalan 

mujhko teri chahat thi kab se 

aaj main tumse kahta hu

ek pal ko sukun nahi milta

bechain main har dam rahta hu

ek pal ko sukun nahi milta

bechain main har dam rahta hu

tere pyaar mein ham deewano si

tere pyaar mein ham deewano si

dekho naa halat kar baithe

ye pyar to aag ka dariya hai

kyo tumse mohabbat kar baithe

Explore this song