Roman script
pehle bhi main tumse mila hoon
pehli dafa hi milke laga
toone chhua zakhmon ko mere
marham marham dil pe laga
paagal paagal hain thode
baadal baadal hain dono
khul ke barse bheege aa zara
pehle bhi main tumse mila hoon
pehli dafa hi milke laga
toone chhua zakhmon ko mere
marham marham dil pe laga
ho ho ho ho
ghalat kya sahi kya mujhe na pata hai
tumhein agar pata ho bata dena
main arse se khud se zara laapata hoon
tumhein agar milun toh pata dena
kho na jaana mujhe dekhte dekhte
tu hi zariya tu hi manzil hai
ya ke dil hai itna bata
toone chhua zakhmon ko mere
marham marham dil pe laga
paagal paagal hain thode
baadal baadal hain bheege
barse barse bheege aa zara
pehle bhi main tumse mila hoon
pehli dafa hi milke laga
toone chhua zakhmon ko mere
marham marham dil pe laga
ho ho ho ho
hmm…
Explore this song