Roman script

chahe tum kuchh naa kaho maine sun liya 

ke sathi pyar ka mujhe chun liya

chun liya maine sun liya 

pehla nasha, pehla khumar 

naya pyar hai naya intjar 

kar lu main kya apna haal

ae dil-e-bekrar mere dil-e-bekrar

tu hi bata pehla nasha, pehla khumar 

udta hi phiru in hawao me kahi

ya main jhul jaun, in ghatao me kahi 

udta hi phiru in hawao me kahi

ya main jhul jaun, in ghatao me kahi 

ek kar lu aasaman aur zamin

kaho yaaro kya karu kya nahi 

pehla nasha, pehla khumar 

naya pyar hai naya intjar 

kar lu main kya apna haal

ae dil-e-bekrar mere dil-e-bekrar

tu hi bata pehla nasha, pehla khumar 

usne baat ki, kuchh aise dhang se 

sapne de gaya wo hajaro rang ke

usne baat ki, kuchh aise dhang se 

sapne de gaya wo hajaro rang ke

reh jau jaise main haar ke 

aur chume wo mujhe pyar se 

pehla nasha, pehla khumar 

naya pyar hai naya intzaar 

kar lun main kya apna haal

ae dil-e-bekrar mere dil-e-bekrar

Explore this song