Roman script

peetal ke ghar me teetal bahar acha ke bheetar

ja puch ke aao chital kya bole dai maa

kya bole dai maa

peetal ke ghar me tital bahar acha ke bheetar

ja puch ke aao chital kya bole dai maa

kya bole dai maa

bukha ho jab bhalu bukha ho jab bhalu

gud khaye ya aalu chuhiya ho jab choti

halwa de ya roti gay jo mange chara

gay jo mange chara aadha de ya sara murgi de jo anda

mai khau ya panda aaye na samjh ke andal

ye parshan hai bada padantal na puch ke aao bandar

kya bole dai maa kya bole dai maa

peetal ke ghar me tital bahar acha ke bheetar

ja puch ke aao chital kya bole dai maa

kya bole dai maa

nanhi maina pahne nanhi maina pahne

kitne bhari gahne kitni patli nathni

dale moti hathini kutta muh ko chate

kutta muh ko chate ya tango me kate

bakra bandhe sadi ya badhne de dadi

ye soch na picha chode kab tak bheja fode

ja puch ke aao ghode kya bole dai maa

kya bole dai maa

peetal ke ghar me tital bahar acha ke bheetar

ja puch ke aao chital kya bole dai maa

kya bole dai maa

Explore this song