Roman script

mere khuda ye kya main ban gaya

ye marghat sa sannata kyu chhaya hua 

ye kisse judha main jo tujhse juda ho gaya 

ye kisse judha main jo tujhse juda ho gaya 

ye bichda hai kaisi 

kyu bahta hai sab kuch yaha 

kyu jale ye mandir aur masjid 

ye kyun bante in sarhad ki taro mein

kyu jiye in diwaro ki had mein

kyu mere khuda mujhko bata

hakikat na jane nazar kyu nahi aati 

kyu gumrahi har waqt bahkati 

khudi ye kaisi khuda ko bhi jhutlati hai

khudi ye kaisi khuda ko bhi jhutlati hai

kyu har shaqs bin shab ke soya hua hai yaha

kyu jale ye mandir aur masjid 

ye kyu bante ye sarhad ki taro mein

kyu jiye in diwaro ki had mein

kyu mere khuda mujhko bata

kyu do jag sa manzar mukddar hai ban gaya 

kyu insan nafrat ke dhaago mein bun gaya 

vipada hai kaisi main vaishyi kyu ban gaya 

vipada hai kaisi main vaishyi kyu ban gaya 

bin maut ke hi main ik lash sa ho gaya 

kyu huye ye rishte bazaru se

khun bahe galiyo chauraho mein

kyu rahe is dahshat ke saye mein 

kyu mere khuda mujhko bata

Explore this song