Roman script

aaaa aaaaaaaa aaaaaa

aaaa aaaaaa haaa

pee se milna ghazab 

hua raat dhale

haan pee se milna ghazab 

hua raat dhale

hui jab main juda 

un se mil ke galey

haaye raam main to apna 

dupatta wahin bhool aayi

daiyya daiyaa main to apna 

dupatta wahin bhool aayi

jab nigaahen mili

jab nigaahen

jab nigaahen mili

honth tharra ke 

chup ho gaye the

ek toofaan thaa..

jis mein hum dono 

hi kho gaye the

ek toofaan thaa

ek toofaan thaa

ek toofaan thaa

jis mein hum dono 

hi kho gaye the

arre ghar pahunchi 

hosh udey

ghar pahunchi 

hosh udey

jab ye khyaal 

aaya kya

haaye raam main to apna 

dupatta wahin bhool aayi

daiyya daiyaa main to apna 

dupatta wahin bhool aa

un ki baton ka ras

un ki baton ka

un ki baton ka ras

dil ki nas nas ko 

garma gaya tha

ek achhoota nasha..

mere jazbaat par 

chhaa..aa gaya tha

ek achhoota nasha

ek achhoota nasha

ek achhoota nasha

mere jazbaat par 

chhaa..aa gaya tha

arre ghar pahunchi 

hosh udey

ghar pahunchi 

hosh udey

jab ye khyaal aaya kya

haaye raam main to apna 

dupatta wahin bhool aayi

daiyya daiyaa main to apna

dupatta wahin bhool aay

Explore this song