Roman script

pee ke shivshankar ka pyala

mera man bhi hua matwala

pee ke shivshankar ka pyala

mera man bhi hua matwala

hansne laga rone laga

kya kya mujhe hone laga

chhaya hai rang nirala

andhere me dikhe hai ujala

chhaya hai rang nirala

andhere me dikhe hai ujala

pee ke shivshankar kaa pyala

mera man bhi hua matwala

pee ke shivshankar kaa pyala

mera man bhi hua matwala

divani mai hone lagi

jane kaha khone lagi

chhaya hai rang nirala

andhere me dikhe hai ujala

chhaya hai rang nirala

andhere me dikhe hai ujala

aankho ke raste se dil me samayi

hai samne par tu mujhe de naa dikhayi

aankho ke raste se dil me samayi

hai samne par tu mujhe de naa dikhayi

chori se dil le gaya

tu mujhe dil de gaya

chori se dil le gaya

tu mujhe dil de gaya

koyi nasha chhane laga

mujhko maja aane laga

laage tu mujhko mirch masala

uthe sine me prem ki jvala

laage tu mujhko mirch masala

uthe sine me prem ki jvala

sardi ke mausam me aaye pasina

mushkil hua mere sanam bin tere jina

sardi ke mausam me aaye pasina

mushkil hua mere sanam bin tere jina

mai ruka dharti chale, aasma pairo tale

mai ruka dharti chale, aasma pairo tale

jadu hai ye kaisa jaga

bin pankh mai udne laga

hua jane ye kaisa ghotala

ae bina chabi ke khul gaya tala

hua jane ye kaisa ghotala

bina chabi ke khul gaya tala

pee ke shivshankar ka pyala

mera man bhi hua matwala

pee ke shivshankar kaa pyala

mera man bhi hua matwala

hansne laga rone laga

kya kya mujhe hone laga

chhaya hai rang nirala

andhere me dikhe hai ujala

chhaya hai rang nirala

andhere me dikhe hai ujala

Explore this song