Roman script

pee ke aur pyas badhi sare tan me aag lagi haye

aur na pilao mujhe pagal na banao 

meri aanhko se aankhe na milao

aur na pilao mujhe pagal na banao

ek to nashe me chur hota hai shabab 

uspe hai gajab tumhari aankho ki sharab

ek to nashe me chur hota hai shabab 

uspe hai gajab tumhari aankho ki sharab

hone lagi dil ki tamnnaye benakab mitha mitha dard utha haye

tikha tikha teer chubha haye aur na pilao mujhe pagal na banao

meri aanhko se aankhe na milao 

aur na pilao mujhe pagal na banao

dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo

mere samne se ab ye jam uthalo

dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo

mere samne se ab ye jam uthalo

thodi der ke liye baho me chupalo pike or pyas badhi haye

sare tan me aag lagi haye aur na pilao mujhe pagal na banao

meri aanhko se aankhe na milao 

aur na pilao mujhe pagal na banao

dard ki awaz dabayi na jayegi 

dil ki jalan aise mitayi na jayegi

aag se to aag buhjayi na jayegi 

mitha mitha dard utha haye

tikha tikha teer chubha haye 

aur na pilao mujhe pagal na banao

meri aanhko se aankhe na milao 

aur na pilao mujhe pagal na banao

Explore this song