Roman script

payaliya chanki ke na chanki chanki

bijuriya chamki ke na chamki chamki

payaliya chanki ke na chanki chanki

bijuriya chamki ke na chamki chamki

kamariya lachki ke na lachki lachki

magar fir mat kariyo jo kiya kiya

kiya kiya o piya o piya sun liya

payaliya chanki ke na chanki chanki

bijuriya chamki ke na chamki chamki

kamariya lachki ke na lachki lachki

magar fir mat kariyo jo kiya kiya

kiya kiya o piya o piya sun liya

payaliya chanki ke na chanki chanki

kanch ki chudi si tu tut jati hai

kanch ki chudi si tu tut jati hai

sham ki radha banke ruth jati hai

gagariya chalki ke na chalki chalki

chunariya dhalki ke na dhalki dhalki

kamariya lachki ke na lachki lachki

magar fir mat kariyo jo kiya kiya

kiya kiya o piya o piya sun liya

payaliya chanki ke na 

aaj to mani aaj to mani fir na manungi batiya

aaj to mani fir na manungi batiya

jagoge tadpoge sari sari ratiya

najariya atki ke na atki atki

gagariya bhatki ke na bhatki bhatki

kamariya lachki ke na lachki lachki

magar fir mat kariyo jo kiya kiya

kiya kiya o piya o piya sun liya

payaliya chanki ke na 

udti patang hai tu mana ho gori

udti patang hai tu mana ho gori

par mere hatho me hai teri dori

barariya samjhi ke na samjhi samjhi

badariya barsi ke na barsi barsi

kamariya lachki ke na lachki lachki

magar fir mat kariyo jo kiya kiya

kiya kiya o piya o piya sun liya

Explore this song