Roman script

payal meri jadu jagati hai tumko bulati hai oye

mai kya karu pagal sama pagal banata hai

tumko bulata hai oho ho mai kya karu

payal meri jadu jagati hai tumko bulati hai oye 

mai kya karu pagal sama pagal banata hai

tumko bulata hai ho ho mai kya karu

ang ang me haye kya dard sa jaga

ang ang me haye kya dard sa jaga

bichu prem ka mujhe das ke bhaga

mujhe das ke bhaga aaja sajan aa kisne roka hai 

fursat hai mauka hai baho me mar jane de

pagal na ban jadu hai dhokha hai

masti ka jhoka hai isko gujar jane de

kya ho gaya hai tujhko kar hosh jara sa

kya ho gaya hai tujhko kar hosh jara sa

hone laga hu mai bhi madhosh jara sa madhosh jara sa

samjha nahi kaisa anadi hai koi shikari hai 

tu mere kis kaam ka samjha to hu par mai diwana hu

tera parwana hu aashik nahi naam ka

payal meri jadu jagati hai tumko bulati hai oye

mai kya karu pagal sama pagal banata hai

tumko bulata hai ho mai kya karu

Explore this song